NQSJ_HR002_Salsabeel: surat qaaf hi ka duar hai NQSJ_HR002_Salsabeel: is surat ka bunyadi mazmoon ba as badal aqirah hai - marne ke baad kya hoga.

Similar documents
Insurance Awareness Program. 2 nd Quarter FY Report. SBI Life Insurance Company Limited

Yeh sirf is liye hai ki jungle mein kisi qayda aur qanoon ke baghair darakht ugte hain, aur baagh mein qayde se lagaye jate hain.

Language Negotiation In a Multilingual Mathematics Classroom: An Analysis

More Than 100 Famous Indian Song Notations 200 Pages. Produced By

Personality Profile of Individual Having Mental Health Problems (V): A Rorschach Investigation

Exploring Dormancy in No Frills Saving Accounts in Rajasthan

Song No. Song Name Language Singer Movie Aa Aa Bhi Ja Hindi Lata Mangeshkar Tesri Kasam


Horoscope In Your Hand

INDIAN TELEVISION COMMERCIALS REINFORCING TRADITIONAL GENDER IMAGES AND ROLES

Solar-DC and Electric Vehicles An Opportunity for India. Ashok Jhunjhunwala, IITM

1.- L a m e j o r o p c ió n e s c l o na r e l d i s co ( s e e x p li c a r á d es p u é s ).

Imam An-Nawawee s 40 Hadith Session 1 Introduction and Hadith # 1. The Muslim Community Center, Silver Spring, MD

What are some of the virtues of Surah Al Baqarah?

The Language of TV Commercials Slogans: A Semantic Analysis

THE HINDU MARRIAGE ACT

B A B I V H A S I L P E N E L I T I A N D A N P E M B A H A S A N

S e w i n g m a c h i n e s for but t - seams. - c o m p l e t e b r o c h u r e -

Developing creative writing skills in early childhood: A case study from Pakistan


Tariff Applicable Details of the services offered through such Voice

How to perform Salaah (Prayer)

Qabeelat Wasat DETOX: Fiqh of Fasting & Zakat Professional Notes

Weekend Islamic Children School Curriculum

Assalaamualaikum, TAJWEED:

FA 4 Portion Grade 2 ( )


C + + a G iriş 2. K o n tro l y a p ıla rı if/e ls e b re a k co n tin u e g o to sw itc h D ö n g ü le r w h ile d o -w h ile fo r

Published by Deutsche Gesellschaft für Internationale Zusammenarbeit (GIZ) GmbH GIZ NABARD Rural Financial Institutions Programme

1. Oblast rozvoj spolků a SU UK 1.1. Zvyšování kvalifikace Školení Zapojení do projektů Poradenství 1.2. Financování

What is a Sahih Hadith?

JCUT-3030/6090/1212/1218/1325/1530

Annual Report H I G H E R E D U C AT I O N C O M M I S S I O N - PA K I S TA N

SCO TT G LEA SO N D EM O Z G EB R E-

An Nawawi s Forty Hadith

Như ng kiê n thư c câ n biê t vê giâ y phe p cư tru điê n tư (eat)

HARMONIZATION OF BUSINESS ZAKAT AND TAXATION IN MALAYSIA

The Colour of My Heart: On Reading Faiz By Aamer Hussein

Campus Sustainability Assessment and Related Literature

A long time ago there was a group of people who worshipped idols. Then Allah sent PROPHET NUH to guide these people to the right path.

Opis przedmiotu zamówienia - zakres czynności Usługi sprzątania obiektów Gdyńskiego Centrum Sportu

Put the human back in Human Resources.

Mainly, non-muslims information on Islam is based on what they see on television and in the movies.

FATAWA CREDIT CARDS 2004

FINAL REPORT. Synopsis

Mitel 5000 Communications Platform

Beats365: Beats by Jamie Lewis Hip Hop & Rap Beats Download Rap & Hip Hop Instrumentals, Sound Effects > Check Here <

8698 Van hati e 1 2, p er us kor jaus ja muut os pδivδkot itiloiksi. Ur akkat ar jousten avauspφyt δkir ja

Improving Text Entry Performance for Spanish-Speaking Non-Expert and Impaired Users

Cause Related Marketing A Qualitative Exploration of TATA Brand

GCE. Religious Studies. Mark Scheme for June Advanced GCE Unit G588: Islam. Oxford Cambridge and RSA Examinations

Bism Allah al-rahman al-rahim Nahmuduhu wa nisalli ala rasulihi al-karim



THE ISLAMIC BULLETIN

ISLAMBASE PUBLICATIONS TEAM. Web:

Misgovernance Radicalization Nexus in Pakistan Quetta Dissemination Seminar

Reading the Holy Quran: The right and proper way versus ritual use

AL-QURAN THEMES CLASSIFICATION USING ONTOLOGY

Zakat-ul-mal (Zakat)

Iqbal s Epistemology

The HADITH - How it was Collected and Compiled

Bathing after Intercourse

E-learning and Student Mobility in Higher Education. BEST Symposium on Education, Gothenburg 2 nd June 10 th June; 2007

The Hajjar (r.a.) Story and Guide

BEFORE JUSTICE (Retd.) MAHMOOD ALI KHAN SOLE ARBITRATOR. A.M. No. D-061 of 2011

P R O C E S S O L I C I T A T Ó R I O n º / E D I T A L D E P R E G Ã O P R E S E N C I A L n º. 0010/

Islamic Copywork An-Nawawi s Forty Hadith Part 2


Silat Al-Rahm (Family Ties) in Islam

Recruitment and Promotion Section, Registrar Office Jamia Millia Islamia, New Delhi Written Test for the post of Date Entry Operator


Ziyarath s in Makkah AL Mukarramah: Ziyarath s in Madina Al Munawwarah:

Islamic Copywork An-Nawawi s Forty Hadith Part 4

ก ก ก ก Hydrologic Cycle

I n la n d N a v ig a t io n a co n t r ib u t io n t o eco n o m y su st a i n a b i l i t y


C a m pa i g n f o r. z ay t u n a c o l l e g e. Z a y t u n a C o l l e g e Campaign for Zaytuna College i

The Ash ari Aqeedah. The Creed of the Muslims. A Translated Summary

B A S I C S C I E N C E S

Denesu łıne Honıe. PAGC Education: Language & Culture. If the very old will remember, the very young will listen. ~ Chief Dan George

Tamil Indic Input 2 User Guide

The Six Foundations of Shaykh ul-islaam Ibn Abdul-Wahhaab Translation by Spubs.Com

Sharh Arba'een an Nawawî COMMENTARY OF FORTY HADITHS OF AN NAWAWI By Dr. Jamal Ahmed Badi

Middagserie Eschatologie Oosterparkkerk, Amsterdam, December 2007

Roles of the Quran and the Hadith in Islamic Law

MITEL. Administrator Endpoint Guide

Rights of Beneficiaries In Family Takaful (Islamic Life Insurance): A Global Context


Aisha - Youngest Wife of the Prophet Muhammad

On Raising the Hands in Prayer #2

Hindi Indic Input 3 - User Guide

The Ruling on using Zakah money to fund the places of memorizing the Quran

i n g S e c u r it y 3 1B# ; u r w e b a p p li c a tio n s f r o m ha c ke r s w ith t his å ] í d : L : g u id e Scanned by CamScanner

University of California Cooperative Extension Fresno County

The Marrecus Line INSTITUTE OF TECHNOLOGY & SCIENCE MOHAN NAGAR GHAZIABAD. Visit for more info.

d e f i n i c j i p o s t a w y, z w i z a n e j e s t t o m. i n. z t y m, i p o jі c i e t o

ni - do_in che la mia fe - ni - ce

The System of Islam (Nidham ul Islam)

Transcription:

Nazimah06_HN: *** Now Tafseer:~*~ Para 26 Az Zaariyat 01-60 Onwards Insha Allah**** NQSJ_HR002_Salsabeel: Introduction to Surah Az Zaariyat NQSJ_HR002_Salsabeel: suart zariyat tarteeb ke ayetbaar se 51 number surat hai NQSJ_HR002_Salsabeel: surat ka naam phele hi lafz wa zariyat se hai. NQSJ_HR002_Salsabeel: 3 ruko,60 ayatay,360 kalima hai.aur 1249hurf hai. makki surat hai NQSJ_HR002_Salsabeel: aur iska andazay bayaan pata chalta hai ke ussi daur mai hai ke jab tak Huzur sallahuwalewasallam par ilzamaaat,istahzah,mazzaq aur zulm wa tashadud ka silsila shuru hua tha -.abhi shidad usmai nahi. NQSJ_HR002_Salsabeel: surat qaaf hi ka duar hai NQSJ_HR002_Salsabeel: is surat ka bunyadi mazmoon ba as badal aqirah hai - marne ke baad kya hoga. NQSJ_HR002_Salsabeel: toheed ki baat hai.qaas taur par ismai dobara ambiyaan karaam ki baton ko bunyaad bana kar makkah walo ko aur baad waloon ko daraya gaya ke dekho agar tumne is Nabisaws ko na mana to pichli qaumon ne jo apni daur ke ambiyaan karaam ko nahi mana tha, tumhara bhi wohi anjaam hoga. NQSJ_HR002_Salsabeel: is surat ki maroof ayaat hai ke hum ne jin o ins ko ibadat ke liye hi paida kiya hai to isse bhi hume bohat khoobsurat mazmoon milta hai. NQSJ_HR002_Salsabeel: Allah ki taraf bhago daud lagon allah ki tarafchalo to yeh surat bhi dosri suraton ki tarah nakiyoon ki taraaf daud ko bandhane wali hai NQSJ_HR002_Salsabeel: Hzrt Ibrahim,Hrt moosa ke qisse haiismain isharatan dobara ayenge. NQSJ_HR002_Salsabeel: Ayah 1-6 NQSJ_HR002_Salsabeel: in ayaat mai 4 ayaat kasam ki hai. NQSJ_HR002_Salsabeel: phela hi lafz [wow]qasmiyaa ha NQSJ_HR002_Salsabeel: zariyat = zarwun se hai - za,ra,wow - hilaana ya udhana ya bikherna NQSJ_HR002_Salsabeel: phele do cheezon hai[zariyat zarwa wal hamilan viqra]ke yeh hawaoon ke kasame hai NQSJ_HR002_Salsabeel: hawa jisko shayad humne itni hamiyat na di. NQSJ_HR002_Salsabeel: Allah tala hume usko bhi gaur o fikar karne ki dawaat deraha hai ke kabhi tumne yeh chalti hui hawa ko dekha hai,.jo paani se ladte hue badaloon ko uthane waliyaan, phir jo burq raftar chalne NQSJ_HR002_Salsabeel: waliyaan, ek bohat ahem kaam yani barish ki taqseem karne waliyan hai. NQSJ_HR002_Salsabeel: kabhi tumne in hawaoon pe qaur kiya samndaroon se lakhoon,croreoon, gallon paani badaloon ki shakal uthaleti hai.idhar se udhar jati hai. NQSJ_HR002_Salsabeel: Self Chk: kya mai hawaaon ki tarhakaam karti hun.maine Allahswt ka paigham kitni maqlooq tak phohnchaaya? NQSJ_HR002_Salsabeel: Allah tala kayenat ko hamara ustaad banate hue kaam karne ki dawaat dete hai NQSJ_HR002_Salsabeel: Asbaaq: 1. is quran ke ilm hassil kiya hai.. mazeed lena hai zaroorat hai NQSJ_HR002_Salsabeel: 2. Jahan koi na phonche, wahan phohnchna hai aur baarish se zyada nafe ki cheez, quran ka ilm dosron tak phohnchna hai NQSJ_HR002_Salsabeel: Ayh ¾: 1. Hawayein NQSJ_HR002_Salsabeel: 2. farishte hai. NQSJ_HR002_Salsabeel: dono baatein thik hai NQSJ_HR002_Salsabeel: hawaein bhi allah ki bandiyaan aur farishte bhi allah ke bande hai.sari maqlooq hai.

NQSJ_HR002_Salsabeel: Haamilataat = hamilatun ki jama hai -pregnant aurat ke liye yahi lafz aata hai. NQSJ_HR002_Salsabeel: Jaariyat = jariyatun ki jama hai NQSJ_HR002_Salsabeel: al muqsimaat = Taqseem karne waliyan NQSJ_HR002_Salsabeel: Ayah 5 NQSJ_HR002_Salsabeel:.4 baton hawaaoon ki qasam ke baad Allahswt hamein ye yaaken dilata hai jo tumse vada kiya karte hai who sach hai. NQSJ_HR002_Salsabeel: Pichli i surat ke 4 kaam karonge to yeh vaada hoga. NQSJ_HR002_Salsabeel: Allahswt keh rahe hai ke jo vaad qayamat ka duniya mai kuch kaam hone karne ka who sccha hai NQSJ_HR002_Salsabeel: kaiynaat ki sabse badi Sachai ki taraf se yeh baaat aati hai NQSJ_HR002_Salsabeel:..Allah tala ki is kaiynat ko dekho -to hume kaiynat ke saare raaz khulle hue mahsoos hote hai. NQSJ_HR002_Salsabeel: jo hawaein ka intezaam karahe hai who qayamat nahi la sakta? NQSJ_HR002_Salsabeel: Q: hawa kis tarah dalil hai qayamat ke aane par? NQSJ_HR002_Salsabeel: Ans. arabi mai jab kissi cheez ki kasam kahi jaati hai, to usko gawah banaya jata hai NQSJ_HR002_Salsabeel: allah tala ne hawaoon ko gawah banaya hai to qayamat ke saat iska rabth kiya hai ye hai ke hawa nazar na aane wali cheez hai.kis qadar ghair mahsoos tariqe se badaloon ko uthati hai, paani ke tonon ko idhar se udhar lekar jati, NQSJ_HR002_Salsabeel:.Allah taala farmate hai, issi tarah maut aati hai. tumhari rooh ke band kholenge. rooh ko farishte lekar jaenge.phir jism ko mitti mai dala jaenga..jaise hawa ke zarye jab barish hokar zameen ke mein jama hoti hai, usi tarha tum bhi zameen mein dabaaye jaoge,phir wahase gawah banoge yani namumkin ko mumkin banana wali baat hai. NQSJ_HR002_Salsabeel: Hzrt Ali ra ne ekmartaba member par khade hokar kaha ke mujhse jo poochna hai poochlo.. ek ne kaha in 4 cheezon ka kya matlab hai. NQSJ_HR002_Salsabeel: (isse pata chalta hai. arabi bolne walon ko bhi quran ki sab baatein sirf dictionary se samjh nahi aati. ) NQSJ_HR002_Salsabeel: usne poocha ke yeh batai ke.1.zariyat 2.hamilat.3.jariyat 4.muqsimat kya hai?. NQSJ_HR002_Salsabeel: Zariyat woh hawaaien hai badaloon ko uthati hai -hamilat badal hai.jariyat kashtiyaan hai aur muqsimat farishte hai NQSJ_HR002_Salsabeel: Hzrt Umer Ra se poocha gaya to Appne bataya ke al jariyat teez rafttari chalne wali kashtiyaan NQSJ_HR002_Salsabeel: aur [muslimati amra]isse murad farishte hai. phir uske baad kahte hai.maine Allah ke nabi se yeh baat na suni hoti to mai isse kabhi bayaan nahi karta. NQSJ_HR002_Salsabeel: Ayah 6 NQSJ_HR002_Salsabeel: Ad- deen waqe hone wala hai. NQSJ_HR002_Salsabeel: surat fateha mein hai.[malikyoomiddeen ] - badle ke din ka malik NQSJ_HR002_Salsabeel: Dain = wo qarz jismai waqt ki miyaad ho NQSJ_HR002_Salsabeel: Deen = badle ko. NQSJ_HR002_Salsabeel: dono ka rabt = duniya mai humme jo kuch naimat mili hai -woh dain. qarz hai. NQSJ_HR002_Salsabeel: Dain (qarz) chukana hai,. Yaum Ud "Deen", qayamat ke din NQSJ_HR002_Salsabeel: waha jakar dunya ki mematein ka pay NQSJ_HR002_Salsabeel: jo khana hai khao.piyo idhar hi saat saat taiyari karte jao.phir akhir mai checkout karna hai.

NQSJ_HR002_Salsabeel: Aqal is baat ko maanti hai ke is nematon ka qarz Allahswt wapas lena chahiye NQSJ_HR002_Salsabeel: Ayah 7 NQSJ_HR002_Salsabeel: hubuk = Hibaak ka wahid NQSJ_HR002_Salsabeel: 1.woh lehreen jo hawa ke chalne se rait mai ya saakin paani mein paida hoti hai. NQSJ_HR002_Salsabeel: Allah tala ne kaha ko yaha kaha lehroon ko bhi hawa ke chalne se rait par aur teesri pani par. NQSJ_HR002_Salsabeel: yeh hai woh cheez jo silwatoon ki suraton hume paani par dekhti hai. NQSJ_HR002_Salsabeel: Humein pata nahi lekin Allahswt ko pata hai ye lehron ka raasta NQSJ_HR002_Salsabeel: Qayamat ke din ye tukde hojaega NQSJ_HR002_Salsabeel: Ayah 8 NQSJ_HR002_Salsabeel: Berabt baaton mein pade ho NQSJ_HR002_Salsabeel: 1. Quran ke baare mein = saheri hai, jaaadu hai NQSJ_HR002_Salsabeel: Nabi saws ke baare mein kehte = saahir, kabhi majnu NQSJ_HR002_Salsabeel: Qiyamat = kabhi ayegi, kabhi nahi ayegi kehta NQSJ_HR002_Salsabeel: 2. Jo akhart ki haqeeqat hamari nazron ke saamne rehni chahiye, use chhodkar, mukhtalif dunya ke peeche Pade ho NQSJ_HR002_Salsabeel: Ayah 9/10 NQSJ_HR002_Salsabeel: Allahswt ki is dunya ke tadabbur se phir gaye NQSJ_HR002_Salsabeel: Qutila = usually, qatal kia jaaye.. yahan, bud dua ke maaenon mei, laanat, phatkaar NQSJ_HR002_Salsabeel: Kharraasoon = kha ra suad, baghair tehqeeq ke mahez qiyaas, gumaan se baat kehdena NQSJ_HR002_Salsabeel: Is se muraad Quran ke khilaf apni baithakon mein baat karte hain NQSJ_HR002_Salsabeel: Ayah 11 NQSJ_HR002_Salsabeel: Ghamar = kissi cheez ke asar, nishaan ko miatdena NQSJ_HR002_Salsabeel: Yahan = jahalat NQSJ_HR002_Salsabeel: Jahalat, jahel ko bikul dhaap deti hai NQSJ_HR002_Salsabeel: Nabi saws ke pas akar baithna tauheen samjhte the, door se khabrein rakhte aur propagande karte NQSJ_HR002_Salsabeel: Jo palat ta hai, Allahswt use palta lete hain NQSJ_HR002_Salsabeel: Quran kehta hai, ab chhor do unhe NQSJ_HR002_Salsabeel: Aaj: quran padhke zara change hone lage.. log ilzaam taraashi karte hain NQSJ_HR002_Salsabeel: Amal : log baatein karenge, bus chhod do NQSJ_HR002_Salsabeel: Ayah 12 NQSJ_HR002_Salsabeel: Tayyari karne keliye nai piichte..sirf enquiry NQSJ_HR002_Salsabeel: Ay 11: Saahoon = sahaw se.. derived word = sajd e sahaw, eo jo ghaltiyaan kar rahe hain NQSJ_HR002_Salsabeel: Dunya mein magan, anjaam se ghafil, bekhabar NQSJ_HR002_Salsabeel: Ayah 13 NQSJ_HR002_Salsabeel: Yuftaonon = fatana se.. tapaya jaana NQSJ_HR002_Salsabeel: Jalaya nahi..tapaya jaega amal aur saza mein mumasalas hai NQSJ_HR002_Salsabeel: Fatana.. dhaat ko itna pighlaana ke khot pata chal jaaye NQSJ_HR002_Salsabeel: Ayah 14 NQSJ_HR002_Salsabeel: Qayamat ke din ke baare mein koi narm gosha nahi NQSJ_HR002_Salsabeel: Khud faramoshi, jahaalat ki baat ke qayamat kab ayegi poochte

NQSJ_HR002_Salsabeel: Ye poochna mazaq udaane keliye NQSJ_HR002_Salsabeel: Ayah 13: Yuftanoon = 1. Azaab chako 2. Fitne ka maza chako jo tumne dunya mein rakha NQSJ_HR002_Salsabeel: Kaun kahega? Zubaan e haal se khaa jaega ya Allahswt ksi ko muqarrar karega ye kehne keliye NQSJ_HR002_Salsabeel: Qayamat ke din jalaye jaane ke azaab ke saath saath ruswa kun azaab bhi NQSJ_CourseIncharge: aameen Ya Rabb aameen NQSJ_HR002_Salsabeel: Ayah 15 NQSJ_HR002_Salsabeel: Sahaba karaam aur un sab ki sifaat jo jannat mein jaane ki tayyari kar raha hai NQSJ_CourseIncharge: aameen NQSJ_HR002_Salsabeel: Muttaqi hona shart jannat mien jaane keliye NQSJ_HR002_Salsabeel: Taqwa Allahswt se maangein NQSJ_HR002_Salsabeel: Dua : Allahumma Inni asa alukal huda wuttuqaa wa afaafa wal ghinaa. NQSJ_HR002_Salsabeel: Muttaqi = millionaire NQSJ_HR002_Salsabeel: Taqwa ki bunyaad par kaam hote hain NQSJ_HR002_Salsabeel: Taqwa..wo boht badi daulat jisse jaanat khareedi jaati hai NQSJ_HR002_Salsabeel: Yahan Muttaqi = nabi saws ki baaton par yaqeen rakhne wale, qiyamat ki khabron ko maante, NABI SAWS ka saath dene ka irada rakhne wale NQSJ_HR002_Salsabeel: Jannaat = kai baagh, Jnaaatun ki jama NQSJ_HR002_Salsabeel: Uyoon = Ainun ki jama, Chashma NQSJ_HR002_Salsabeel: Ayah 16 NQSJ_HR002_Salsabeel: Lene ka matlab yahan khushi khushi lena, lapak, lapak kar lena NQSJ_HR002_Salsabeel: Yukhazoona nahi, Aakhizeena kaha gaya NQSJ_HR002_Salsabeel: Hz Ayub As par tiddiyan barsi to khushi khushi li NQSJ_HR002_Salsabeel: Ek waqt kaam ka aur ek waqt inaam ka NQSJ_HR002_Salsabeel: Suarah At Tauba : Ay 104.. same lafz Allahswt ne Apne liye istimaal kia.. Sadqaat ko Allahswt lega..pasandeedgi se lia NQSJ_HR002_Salsabeel: Allahswt ki raza par raazi rehne wale bande ka ye culture.. Allahswt ne jo dia, wo lelia NQSJ_REPLAY_FQ: Ayah 16 * NQSJ_HR002_Salsabeel: Dunya mein jo Allahswt se raazi, wo wahan bhi raazi NQSJ_HR002_Salsabeel: Jannat meeting place with Allahswt NQSJ_HR002_Salsabeel: Dunya mein ibadat se lazzat paate the aur wo jagah unke liye jannat bunjaati thi NQSJ_HR002_Salsabeel: Dunya mein apne Rabb ko paakar mohsin banne wale NQSJ_HR002_Salsabeel: Jannat mein jaakar koi mohsin nahi banega NQSJ_HR002_Salsabeel: Sab Acche hojaayein to mai acchi hojaaongi..aisa nahi hosakta NQSJ_HR002_Salsabeel: Log taane denge, jhagdenge lekin mohsin banna hai NQSJ_HR002_Salsabeel: Mohsin Allahswt ke saath = Aisi ibadat karna ke wo Allahswt ko dekh raha hai NQSJ_HR002_Salsabeel: Bandon ke saath Mohsin = unko un ke haq se zyadaa dena NQSJ_HR002_Salsabeel: Ayah 17 NQSJ_HR002_Salsabeel: Raatein fisq o fujoor ki nazar nahi hoti NQSJ_HR002_Salsabeel: Thodi der sustaane ke baad uthjaate aur baaqi raat zikr, ibadat mein guzaarte NQSJ_HR002_Salsabeel: Ayah 18

NQSJ_HR002_Salsabeel: Saher ke waqt apni qatayein yaad aati, muztarab hojaate aur apni qataaon par maafiyaan maangte NQSJ_HR002_Salsabeel: Saare din ki koshishon se jo nahi mila, wo raat ke aanssoon se manalenge NQSJ_HR002_Salsabeel: Din ke kaamon ke asaani keliye raat ka uthna, azkaar, ibadat zaroori deen ka ya dunya ke NQSJ_HR002_Salsabeel: Nabi saws ne farmaaya "Jab raat ka teesra hissa baaqi rehta hai, Allahswt asmaan e dunya par nuzool farmaate hain aur elaan karte hain Mai badshah hun, kaun hai jo Mujhse dua maange? Aur Main uski dua qubool karun aur kaun hai jo Mujhse sawaal kare aur mai iska sawaal poora karun aur kaun hai jo Mujhse maghfirat talab karein aur Mai uske gunaah bakdh dun? NQSJ_HR002_Salsabeel: Self Chk: meri raato ka kya haal hai? NQSJ_HR002_Salsabeel: Tahjjud ke waqt Nabi saws ki ek dua : Allahumma lakal hamdu anta qayyoomus samaawaati wal ardi wa man fee hinn.. NQSJ_HR002_Salsabeel: "Ae Allah, saari taareefein tere liye hain, Tu hi asmaanon aur zameen aur jo kuch unme hai, inko qaayem rakhne wala hai. Ae AllahuTu Haqq hai, Tera nabi haq hai aur teri taraf lautna hai.. Ae Allah mere gunaah muaaf karde pichle Tu hi sab se pehle.. " NQSJ_HR002_Salsabeel: Dua in Hisn Ul Muslim NQSJ_HR002_Salsabeel: Tadap ke ye dua maangein NQSJ_HR002_Salsabeel: Jab tak aah e saher gaahi nahi, uswaqt tak kuch milta nahi..chahe kitne hi babe Allaama, mufassir, imam bunjaayein NQSJ_HR002_Salsabeel: Jin ko din mein nahi milraha, wo raaton ko maangiyein NQSJ_HR002_Salsabeel: Ayah 19 NQSJ_HR002_Salsabeel: Saail = jo sawaal kare, maagein NQSJ_HR002_Salsabeel: Mehroom = jisko zarurat hai lein izzat ke maare nahi maangta NQSJ_HR002_Salsabeel: Usko bhi dena hai NQSJ_HR002_Salsabeel: Ayah 18: YahJaoon = ha ja ain.. hajoo un se.. raat ke sone mein NQSJE_KI012_MAWA: Hasan Basri ne Ahnaf se naqal kia : Farmaate hain ke maine apne amal ka Ahle Jannat se mawaazna kia, maine ye ye dekha ke wo ek aisi qaum hai jo humse boht bulanad aur mumtaz hai, wo ek aisi qaum hai ke hamare NQSJE_KI012_MAWA: aamaal, inke ke darje tak nahi phohchte kyunke wo log raaton mein kum sote hai aur ibadat zyada karte hain, maine apne amaal ka mawaazna Ahle jahannum se kia, to dekha ke wo to Allah aur rasul ki takzeeb karne wale NQSJE_KI012_MAWA: qiyamta ka inkaar karne wale hain jin se humein Allah ne mehfooz rakha hai, isliye hamare aamaal mawaazne ke waqt na to asal Ahle Jannat ke amaal ke barabar phohchte hain aur na hi Ahle e Naar ke mutabiq. NQSJE_KI012_MAWA: Hamara haal to un jaisa hia jo Allah ne Sutah tauba mein kaha wo log jinhon ne pane amal khalat, malat kardiye, to hum mein behtar aadi wo hai jo kum azkum is tabqe ki hadood mein rahe. NQSJE_KI012_MAWA: Amlon mein behetri ki zarurat hai NQSJE_KI012_MAWA: Basharat hai us shaqs keliey jab neend aaye to sojaaye aur jab bedaar ho to taqwa iqtiyaar kare, koi khilaf e sharaa kaam na kare NQSJE_KI012_MAWA: Raat ko jaagna bhi tab hi fayda deta hai jab den mein taqwa wali zindagi iqtiyaar kare NQSJE_KI012_MAWA: Asal kami hamre andar hoti hai NQSJE_KI012_MAWA: TIP: waqt par soyein, fajr se thoda waqt pehle uth jaayein.. ye tahajjud ka BEST TIME HAI aur din mein logon ke saath accha muaamla NQSJ_CourseIncharge: aameen

NQSJE_KI012_MAWA: Kabhi kami dekhe apne faraez, commitments mein to fauran chk karein ke connection peeche se kharaab hai NQSJE_KI012_MAWA: Ayah 20/21 NQSJE_KI012_MAWA: Ek nutfa baccha kaise bana? Maa ke paet se kaise nikla? Haath ke bacche kaise bade hogaye.. kabhi socha?? NQSJE_KI012_MAWA: Kaun ise bada kar raha hai? NQSJE_KI012_MAWA: JIsm ke andar machines chal rahe hain.. aakhon, kaan, zubaan, neend, thakan, pyaaz, bhook, khopdi, ye sab kya hai???? NQSJE_KI012_MAWA: Jo sochte ho, wo karlete ho.. kaisa co ordination hai NQSJE_KI012_MAWA: Agar jism ke andar ki machines ko artificial produce Karna chahe to kai acres jagah chahiye aur hum 5-6 foot hai NQSJE_KI012_MAWA: Ayah 22 NQSJE_KI012_MAWA: Rizq = har wo cheez jo insan ko apni baqa aur apni zehni, jismani aur roohaani nash o numa ki zarurat hoti hai NQSJE_KI012_MAWA: Maut ki tarha, rizq bhi insaan ko dhoondhta hai NQSJE_KI012_MAWA: Rizq ko dhoondte dhoondhte hum kai saal namazein chhod dete NQSJE_KI012_MAWA: Allah ko raazi rakhen se zyada rizq milega NQSJE_KI012_MAWA: Riwayat: Agar tum se koi shaqs apne muqararra rizq se bachne aur bhaagne bhi koshsh kare to rizq iske peeche peeche bhagega, jaise maut se insaan bhaag nahi sakta, aise hi rizq se bhi faraar mumkin nahi NQSJE_KI012_MAWA: Yaqeen rakhein ke apke hissa ka rizq ka aap ko hi milega..isse bande ko sukoon aata hai NQSJE_KI012_MAWA: Ayah 23 NQSJE_KI012_MAWA: Qiyamat ka yaqeen rakho NQSJE_KI012_MAWA: Ayah 24 NQSJE_KI012_MAWA: Daaif = dayoof ki jama, mehmaan, ism jins, wahid muzakkar, muannas jama NQSJE_KI012_MAWA: 3 baar ye qissa guzar chuka NQSJE_KI012_MAWA: Ayah 25/26/ NQSJE_KI012_MAWA: Raagha = tezi se chupke chupke khisak jaana NQSJE_KI012_MAWA: Mehmaan nawaaz the hz Ibrahim as se NQSJE_KI012_MAWA: Ayah 27 NQSJE_KI012_MAWA: Mehmaan ke qareeb khana rakhna chahiye, khane keliye invite karein NQSJE_KI012_MAWA: Ayah 28 NQSJE_KI012_MAWA: HZ Ishaq as = bete.. biwi = Hz Sara as NQSJE_KI012_MAWA: Ayah 29 /30 NQSJE_KI012_MAWA: Suarrah = ghair mamooli awaaz NQSJE_KI012_MAWA: Sareer = khalam se nikalne wali awaaz NQSJE_KI012_MAWA: Bibi Sarah ke cahhre ko peethna hiarat keliye tha NQSJE_KI012_MAWA: 90 saal umar aur Ibrahim as 100 saal ke NQSJE_KI012_MAWA: Misinterpretation: is hairat se maatam muraad lia NQSJE_KI012_MAWA: Aurat jazbaati hoti hai.. khush jaldi aur naraaz jaldi NQSJE_KI012_MAWA: Ambiyaa karaam bhi insaan hote hain NQSJE_KI012_MAWA: Ambiyaa karam ke saath bhi asbaab ke tahet muamla kia jaata hai NQSJE_KI012_MAWA: Ayah 31 NQSJE_KI012_MAWA: Kisis se baat karna ya milna bamaqsad hona chahiye NQSJE_KI012_MAWA: Khutb = shaan, khissa, ahem kaam.. muheem NQSJE_KI012_MAWA: Ayah 32-35

NQSJE_KI012_MAWA: Ishaara Hz Loot as ki qaum ki taraf jo Hz Ibrahim as ke bhaanje the NQSJE_KI012_MAWA: Azaab jahan aana hota hai, Allahswt wahan asbaab aise paida karte hain ke imaan wale wahan se chale jaate hain NQSJE_KI012_MAWA: Ayah 36-37 NQSJE_KI012_MAWA: Lut as ka ghar sirf bacha tha NQSJE_KI012_MAWA: Jins parasti ki waba se naslon ki naslon ko khajaati hai NQSJE_KI012_MAWA: Sirf bachi Hz Lut as ki betiyaan NQSJE_KI012_MAWA: Kissi ghar mein imaan na paaya NQSJE_KI012_MAWA: Allahswt aise hi qaumon ko qatam nahi karta NQSJE_KI012_MAWA: Ayah 35 ke end mein "Al mumineen" aur Ay 36 ke end mein "al muslimeen " == imaan aur islam ka farq NQSJE_KI012_MAWA: Imaan, aqeeda ke saath NQSJE_KI012_MAWA: Islam = 1. Tauheed ki shahadat 2. Salaat ka qayam karna 3. Zakat ka ada karna 4. Ramazan ke roze 5. Hajj (hadees e Jbraeel) NQSJE_KI012_MAWA: Imaan = Allah, Uske rasul, malaaikah, kutub, taqdeerr ke sahr, khair par imaan laana NQSJE_KI012_MAWA: Pehla darja imaan, phir dosra islam NQSJE_KI012_MAWA: Dead sea mashoor hai aaj bhi NQSJE_KI012_MAWA: 1965 mein asaar e qadeema ki talaash karne wali ek american company ne Al Lisaan naami samandar ke qareeb ek qabrastaan discover kia jismein 20000 se zyada qabrein theen ye bilkul wahi jagah jahan Qaum e lut basti thi NQSJE_KI012_MAWA: Amal : Jaante boojhte kabhi bhi fitne wali jagah nahi rehna chahiye NQSJE_KI012_MAWA: mecca me mukhalifat urooj par,, nabi saws ko to jeene nahi de rahe the, Hz Ibrahim as se mohabbat ke gun gaate the.. Allahswt ne in ayaat ke zarye batadia ke Nabi saws in ho rasolun ki kadi se hain..ibrahim as se taluq jpdte ho to Nabi saws ke saath bhi taluq jodna hoga NQSJE_KI012_MAWA: Ayah 37-39 NQSJE_KI012_MAWA: Rukan = lafzi maene quwwat NQSJE_KI012_MAWA: Firaun ku apni quwwat par itna naaz hua ke Musa as ki baat hi na suni NQSJE_KI012_MAWA: Apni jaamaat ki kasrat, quwwat ki bina par Hz Musa as ko ehmiat na di NQSJE_KI012_MAWA: Saher / Majnu kaha Musa as ko NQSJE_KI012_MAWA: Ayah 40 NQSJE_KI012_MAWA: Qayamat tak ke logon keliye nishaani bangaya NQSJE_KI012_MAWA: Muleem = marne ke baad bhi log Firaun par malamat kar rahe the.. Muleem mein continuity hai NQSJE_KI012_MAWA: Muleem = aisa shaqs jo aiasa gunaah ka irtikaab kare jo qabeel e malaamta ho NQSJE_KI012_MAWA: Ayah 41-42 NQSJE_KI012_MAWA: Qaum e aad NQSJE_KI012_MAWA: Aqeem = uqum se, jadd kati, jiske baad koi khair na ho.. baanjh aurat ko bhi kehte hain NQSJE_KI012_MAWA: Yahan hawa keliye aaya. Wo hawa jo khair se khali ho, na badaalon ko udaayein, na daraqton keliye baaaawar ho aur na rehmat ka koi shaiba bhi ho NQSJE_KI012_MAWA: 8 din, 7 raat hawa chali>>> qaum tabah hogai NQSJE_KI012_MAWA: Ayah 43-45 NQSJE_KI012_MAWA: Qaum e Samud

NQSJE_KI012_MAWA: Jab Nabi ki jaan leni ki ksoshish ki Allahswt ne unhe pakad lia NQSJE_KI012_MAWA: Muntaseereen = 2 matlab NQSJE_KI012_MAWA: 1. Humne (Allahswt) apna azaab musallat kia..lekin wo inteqaam na le sake..nahi lesakte the NQSJE_KI012_MAWA: 2. Wo Hum par ghaalib nahosake aur hamare bheje hue azaab ko apni quwwat se taal na sake NQSJE_KI012_MAWA: Ayah 46 NQSJE_KI012_MAWA: Faasiq qaum the ye sab NQSJE_KI012_MAWA: Fisq = hadaon ko pamaal karna, saare limits cross karna NQSJE_KI012_MAWA: Bina shaadi ke jinsi taluqaat, libaas se azaad, halal, haraam ke farq ke bina zinsdagi basr karne wale. NQSJE_KI012_MAWA: Ayah 47 NQSJE_KI012_MAWA: Aid = yudu se.. NQSJE_KI012_MAWA: Yahan quwwat ke maeno mein NQSJE_KI012_MAWA: Mosioon = musiun ki jama..superlative.. mutaddi aur laazim dono hai..asmaan khud bhi bada horaha hai aur dosron ko bhi bada horaha hai NQSJE_KI012_MAWA: Ayah 48 NQSJE_KI012_MAWA: Zameen bichi hui.. carpet ki tarha NQSJE_KI012_MAWA: Ayah 49 NQSJE_KI012_MAWA: Ghaur o fikr ka nateeja = naseehat pakdo NQSJE_KI012_MAWA: Ayah 50 NQSJE_KI012_MAWA: Fafirru ilal laah = Allahswt ki taraf daudo..ye surat ki daawat NQSJE_KI012_MAWA: Kis tarha bhaage? NQSJE_KI012_MAWA: Ibn eabbas ra : gunahon se bhaago, Allahswt ki taraf tauba ke zarye NQSJE_KI012_MAWA: Junaid baghdaadi : nafs aur shaitan, gunahon ki taraf daawat dene wale hain aur behkaane wale hain, tu inse bhaag kar Allah se panaah lo to wo tumhe inke shar se bachalenge NQSJE_KI012_MAWA: Nekiyon se ruk kyun jaate hain? shaitan peeche laga hai NQSJE_KI012_MAWA: Allahswt ki taraf daudne mein jo bhi rukawat hai, use khud ko door karna hai NQSJE_KI012_MAWA: 1. Namazaon, neki ki taraf, Allah ke har hukm par amal ki taraf, har neki ke mauqe ki taraf daudo NQSJE_KI012_MAWA: Daudne keliye kya chahiye? 4 cheezein NQSJE_KI012_MAWA: 1. Quwwat Quran se NQSJE_KI012_MAWA: 2. Shauq - Jannat ke zikr se NQSJE_KI012_MAWA: 3. Khauff Jahannum ke tazkaron se NQSJE_KI012_MAWA: 4. Maqsad Allah swt ki raza..abu Bakr ra ki tarha NQSJE_KI012_MAWA: Abu Bakr ra islam quboolne mein, Nabi saws ke saath mein, hijrat mein saath, waqa e mairaaj ke tasdeeq karne wale NQSJE_KI012_MAWA: Hz Ali ra, Hz Abu Bakr Siddique ra ke baare mein kehte..wo to aage nikalne wale hain NQSJE_KI012_MAWA: Jismani taur par naheef the, dil bhi raqeeq tha lekin nekiyon mein sabqat ki wajha se Nabi saws ke saath hijrat ka mauqa mila NQSJE_KI012_MAWA: Jismani sahet, asbaaab kuch nahi,,,,roohani sahet, shauq kaam karwaata hai NQSJE_KI012_MAWA: Kaun bhagega? jinko aage rehna hai.. Hz Abu Bakr Siddique ra har neki ke mauqe par haazir NQSJE_KI012_MAWA: Bhaagne wale hamesha alternative rakhte hain

NQSJE_KI012_MAWA: Isse rukte nahi hum NQSJE_KI012_MAWA: Nekiyon ke mauqe usko hi nazar aate hain jiska taluq Allahswt se juda hota hai NQSJE_KI012_MAWA: Ayah 51 NQSJ_REPLAY_FQ: Bhaagne keliye fuel aqeeda se aata hai NQSJ_REPLAY_FQ: Ayah 52/53 NQSJ_REPLAY_FQ: Ayah 53 : Atawa sau bihi : Kya har pichli qaum ye kahi ke apne nabiyon ke saath ye sulook karna?? NQSJ_REPLAY_FQ: Nahi.. balke ye khud sirkush hain NQSJ_REPLAY_FQ: Ayah 54 /55/56/57/58/59 NQSJ_SP033_Salsabeel: Ayah 56: Allahswt ne ibadat keliye paida kiya NQSJ_02_HT: Koshish karo k allah ne jis maqsad k liye banaya wo kam karo NQSJ_SP033_Salsabeel: Ibadat = bandagi, ghulaami, itaa at NQSJ_SP033_Salsabeel: Poora life style = ibadat NQSJ_SP033_Salsabeel: Taral Mateen - Shiddat ke liye NQSJE_KI012_MAWA: Zunoob = bada dol jis se paani nikaala jaata hai NQSJ_SP033_Salsabeel: Ayah 60 NQSJE_KI012_MAWA: Yahan hisssa, naseeb NQSJ_SP033_Salsabeel: 3 cheeze pe ghor - NQSJE_KI012_MAWA: 3 cheezon par ghaur NQSJE_KI012_MAWA: 1. Fafirrru ilal laah NQSJ_02_HT:.wama khalaktal jinna wal insa NQSJE_KI012_MAWA: 2. Ay 56 : hamari paidaish ka maqsad NQSJE_KI012_MAWA: 3. Ay 55.. zikr, naseehat ki baat par